Tuesday, 7 July 2015

LOVE YOU-POETRY SMS


Love You.


LOVE


Aaj key baad koi baat na honey dein gey hum
Teri ankhon main barsat na honey dein gey hum

Aaj key baad din hi tera mukader hoga
Teri khushion ki kabhi raat na honey dein gey hum.

Hum pal pal


hum pal pal tarsay jis pal k liye,,,
wo pal aaya b to aik pal k liye,,

socha tha isay zindagi ka haseen pal banaen gay…
par pal ruka b to aik pal k liye.

HEER


Aye kash koee mujhay HEER say mila day,
Is door ma bhi suchay PEER say mila day,

Kis ko lagoon galay say ,koee bhee to nhi yaha,
Muhabt ki ho shahkaar ,esi he kisi tasveer say mila day.

fidaa na kare,
Khuda kisi ko kisi pey fidaa na kare,
Kare to qayamat tak judaa na kare.

Ye maana ki koi marta nahi judaai mein,
Lekin jee bhi to nahi paata tanhaai mein!…..



No comments:

Post a Comment